Sunday, February 12, 2006

IQBAL

My blog will always be incomplete without Iqbal's poetry...


"azaadi-e-afkaar se hai unki tabahi
rakhte nahin jo fikr-o-tadabbur ka saleeqa
ho fikr agar khaam tu aazadi-e-fikr
insaan ko haiwaan banane ka tareeqa"

Another verse...

"jo mein sar basajda hua kabhi tu zameen se aane lagi sadaa
tera dil tu hai sanam aashna tujhe kia milega namaz mein"

at another place he writes...

" masjid tu bana di shab bhar mein eeman ki hararat walon ne
mun apna purana paapi hai barson mein namazi ban na saka"

"tar aankhein ho tu jaati hain, per kia lazzat iss ronay mein
jab khoon-e-jigar ki aamezish se ashk-e- piyaazi ban na saka"

-IQBAL

1 comment:

Naeema Akram-Jehanzeb said...

jo main sar ba sajda hua kabhi tu zameen se aanay lagi sadaa
tera dil tu hai sanam aashna tujhe kya milay ga namaz main


Iqbal is unbeatable...